🎸
WokChords

Awargi

By Ghulam Ali

Key Dm #hindi
Key
Dm
Capo:

Awargi

Verse 1
Dm
,
ye dil ye pagal dil mera
Am
F
,
kyon bujh gaya aawargi
Gm
,
is dasht mein ik shahar tha
F
Dm
,
vo kya hua aawargi
Dm
,
kal shab mujhe be-shakl ki
Dm
F
C
Dm
,
aawaaz ne chaunka diya
Dm
,
main ne kaha tu kaun hai
F
Dm
,
usne kahaa aawargi
Dm
,
yeh dard ki tanhhaiyan
Dm
F
C
Dm
,
yeh dasht ka veran safar
Dm
,
hum log to uqtaa gaye
F
Dm
,
apni suna aawargi
Dm
,
logon bhala us shehar me
Dm
F
C
Dm
,
kaise jeyain hum jahan
Dm
,
ho jurm tanha sochna
F
Dm
,
lekin saza awargi
Dm
,
ik ajnabi jhonke ne jab
Dm
F
C
Dm
,
pucha mere gam ka sabab
Dm
,
sahara ki bheegi rait par
F
Dm
,
main ne likha aawargi
Dm
,
kal ratt tanha chand ko
Dm
F
C
Dm
,
dekha tha main ne khawab main
Dm
,
mohsin mujhay rass aye gi
F
Dm
,
shayad sada aawargi